😍jo labazz jubba pe nahi aate mere,woh unhe bhi pahchanti hai, ek ladki hai jo mujhe mujhse jada janti hai..... Meri kahanio ko bade itminan se suntii hai,mere sbdo par palke rakh ke sayad o bhi khwab bunti hai, kuch chupata hu usse to n jane kaise jan jati hai,har bar..har bar mera muhkhaota hata kar meri sachaii pachan jati hai... Use rasto ki parwah ni hai oo khud ko lahar manatii hai!!! ek ladki hai jo mujhe mujhse jada janti hai..... Mai na sunu to gusse me aati hai,mai sun lu to muskurati hai, Mai uadas hu to samjhati hai,mai chup hu to sahlati hai, mai khafa hu to, nai mujhe manati hai.. Meri nakaamyabio pe hakk jatati hai. Thodi besuri hai,par ga k sunati hai.Mai presan na karu to presan ho jati hai, ek ladki hai jo mujhe mujhse jada janti hai...... Ha..ha mai usse majak behad karta hu, par use khone se darta hu, Uski napasand bhi mujhe pasand hai,uski aawaargi me meri aajadi band hai, Mai sabd rakhta hu ,oo jajbat uthati hai, Mere ko...