Tu he meri sab hai...
Dil dhadakta hai Maan machalta hai Tu aaj bhi rubaru nhi hai khud se Jiske liye yeh shaskhs bahakata hai.. Aankho me kaisa hai jaadu tere Hum hosh me nahi ab rahe Jabse naina mile hai, Naino se tere... Kali kajrari aankho me Khoye hai hum teri baato me... Meri likhi hui har kitabh Uske khwabon ki mohtaj hai Kya pta uski muskan me Aisi kya baat hai... baho me teri kar di humne apni duniya nilaam, Har ek dhadkan me hai ab tera he nam... ABhishek Dubey